Iambloggii

internet,health,news,computer tech.

Sunday 3 February 2019

Bitcoin price in india 2019

                       Bitcoin Price in India 2019

what is bitcoin?

aaj ham janenge ki bitcoin ankhir me hai kya, bitcoin ki price kitni hai India me, our bhi bahut Kuch to ayiye shuru karte hai ,bitcoin ek crypto currency hai jo ki wo virtual hai ,matalab is currency ko ham chu nahi sakte sirf ise ek jagah se dusare jagah tak transfer kar sakte hai,our wo bhi incription ke dwara.
what is bitcoin
bitcoin

history of bitcoin 

waise bitcoin ka janm satoshi nakamoto japan me kiya tha aisa jankaraoka ka manana hai ,unhone pehle iski khoj ki fir dhire dhire bitcoin internet me jane jana laga dhire dhire bitcoin es cripto currency ki popularity badhne lagi ,halakhi eska invention sahi tarah se kisne kiya iska pukhta jawab aaj tak koi nahi janta.

bitcoin price 

waise to bitcoin ka price har roj badhta ghatata hai ,lagbhag ek estimated ek bitcoin ki price aj 3425$ matalab ki hamare rupye me usko convert kiya jaye to lag bgh 2.44775 itna hai .ye online treading karne jaisa hai jaise tread upar neeche hota esi tarah bitcoin ka price upar neeche hota hai .

what is bitcoin wallet ?

jaise ki mene upar bataya ki bitcoin ek crypto-currency hai jo ki virtual rup me hai  to use ek virtual server pe save kiya jata hai our wo server encrypted hota hai.jaise ki ye encrypted hone ki wajah se esapar kisi bhi desh ke sarkar ka koi bhi adhikar nahi hai ,eska koi malik nahi hai, ese jis wallet me save karte hai usko blockchain kehte hai .

bitcoin kaise kharide ?

bitcoin ko kharidne ke liye apko apke paise bitcoin me convert karne padte hai jaise se ki me age batata hun ,1 bitcoin kharidne ke liye apko 1 bitcoin ka jo bhi lum sum current price hoga us price me apko wo bitcoin kharid sakte hai .
bitcoin ko kharidne ke liye apke pass pehle blockchin ka account hona jaruri hai ,apko blockchain ka acount open karne ke liye blockchain ke official site pe jana hoga our waha account creat karne ke bad usme paise transfer karne ke bad aap jitne bicoin lena chahte hai usi hisab se payment karna padata hai agar apke pas kam paise hai to aap bitcoin ka thodasa hissa bhi le sakte hai use satoshi kehte hai.
bicoin kharidne ke bad apko ek encrypted code type link di jati hai us link ko hame sambhalkar rakhna padta hai kyunki agar wo kho gayi ya kisine chura li to aap apne bitcoin kho sakte hai ,isiliye use sambhalna padta hai .

bitcoin minning kya hai?

jis tarah se hamne jana kaise bitcoin kharid sakte hai usi tarah se bitcoin ko minning bhi kiya ja sakta hai our bahutse log ese mine bhi kar rahe hai,minning ka matalab bitcoin ka thoda thoda hissa satoshi powerfull cpu computer ki madat se earn karna hota hai,ese mininig karne ke liye bhut pawerfull cpu ke computer lagte hai halakhi ye process me thoda thoda bicoin milta hai magar ye free me milta hai.

about bitcoin

bitcoin ke upar kisibhi orgniazation ka koi bhi leggal adhikar nahi hai agar apka bitcoin chori ho jata hai to uski jimmedari goverment nahi leta ,our eske future ke bare me vichar kiya jaye to yar meri mano to esme invest mat karo kya pata long term me eska prise bahut kam ho jaye jiski wajah se apko bhari nuksan ka samna karna padta hai ,agar fir bhi apko esme invest karna hai to apko sal bhar bicoin kharide dam accha hone ke bad use bech dale esse apka fayda bhi hoga our apka safe bhi rahenge.


,

No comments:

Post a Comment